http://anaryan.hi5.com
Ek din zindagi aese mukam pe pahuch jayegi...
Dosti to sirf yaadon me reh jayegi....
Har cup coffee yaad doston ki dilayegi...
Aur haste haste fir aankhein nam ho jayrgi....
Office ke chamber me classroom nazar ayegi....
Par chahne pe bhi proxy nahi lag payegi......
Paisa to bahut hoga.....
Mager unhe lutane ki wajah hi kho jayegi....
Jee le khulke is pal ko mere dost kyuki zindgi en palo ko fir se nahi dohrayegi .....
****************
Kya faida kisi ko chahne ka,
kya faida kisi ki yaadon mein aansu bahane ka…
Jo samjhe na kisi ke dil mein base pyaar ko,
kya faida uske pyaar ke liye dil ko tadpaane ka…
Chhote se dil ko milte gham bahot hai,
zindgi mein milte har pal zakhm bahot hai…
Maar hi dalti kabki yeh duniya,
kambakht kuch dosto ki duaon mein dum bahot hai…
Usne jo mera sath na diya,
shayad uski bhi koi majboori thi…
Bewafa to voh ho nahi sakte,
shayad meri mohabbat hi adhoori thi
-------------------------------------------
Guzre Waqt ko bhula dena bhi asaan nhi hota <><>
gamoon ko hansi me chupa lena bhi asaan nhi hota <><>
Zaruri nhi ke poori ho har khwaish lekin <><>
Apni khwaish ko dabaa lena bhi asaan nhi hota <><>
Maana ke toote hue phoolon se khushboo nhi aati <><>
Magar unhe kitaabon me sazaa lena bhi asaan nhi hota <><>
koi aur unke baad nhi aa sakta is dil me <><>
kyunki har kisi ko dil me jagah dena bhi asaan nhi hota........
-------------------------------------------
ना ज़मीन, ना सितारे, ना चाँद, ना रात चाहिए,
दिल मे मेरे, बसने वाला किसी दोस्त का प्यार चाहिए,
ना दुआ, ना खुदा, ना हाथों मे कोई तलवार चाहिए,
मुसीबत मे किसी एक प्यारे साथी का हाथों मे हाथ चाहिए,
कहूँ ना मै कुछ, समझ जाए वो सब कुछ,
दिल मे उस के, अपने लिए ऐसे जज़्बात चाहिए,
उस दोस्त के चोट लगने पर हम भी दो आँसू बहाने का हक़ रखें,
और हमारे उन आँसुओं को पोंछने वाला उसी का रूमाल चाहिए,
मैं तो तैयार हूँ हर तूफान को तैर कर पार करने के लिए,
बस साहिल पर इन्तज़ार करता हुआ एक सच्चा दिलदार चाहिए,
उलझ सी जाती है ज़िन्दगी की किश्ती दुनिया की बीच मँझदार मे,
इस भँवर से पार उतारने के लिए किसी के नाम की पतवार चाहिए,
अकेले कोई भी सफर काटना मुश्किल हो जाता है,
मुझे भी इस लम्बे रास्ते पर एक अदद हमसफर चाहिए,
यूँ तो 'मित्र' का तमग़ा अपने नाम के साथ लगा कर घूमता हूँ,
पर कोई, जो कहे सच्चे मन से अपना दोस्त, ऐसा एक दोस्त चाहिए !!!!
-------------------------------------------
मैं दो
No comments:
Post a Comment