Saturday, September 5, 2009

Zindagi yun mujhse naraz ho gayi


http://anaryan.hi5.com

Chahat ki mehfil mein dil laga kar hum bhi dekhege,
Teri rooh ko apna banakar hum bhi dekhege,

Tum se jo kaha hai khawabo mein hum ne,
Use haqeekat mein bayan kar hum bhi dekhege,

Jis phasane ko aankhon se khete rahe hai hum,
Unhi lafso ko hotho peh lakar hum bhi dekhege,

Suna hai woh insaan hi kya jisne pyar na kiya ho,
Chupke se hi sahi dil na diya ho,

Pyar woh jazba hai jo pathar ko pigla de,
To hum bhi is pathar se dil laagkar dekhege,

Zaroori nahi ki tum badle mein hame pyar karo,
Khudi-Khud ko tum par mitakar hum bhi dekhege.


Zindagi yun mujhse naraz ho gayi
nahin jante hum, hum se kya baat ho gayi
Din ka socha tha aur raat ho gayi
bethe bethe hi umar yeh tamam ho gayi
jante hue bhi anjaan ho gaya
Zindagi u mujhse naraz ho gayee.........

Baton baton main yaaddash kho gayi
Nahin yaad ke kya baat ho gayi
inteha pe they hum, zindagi zawal ho gayi
chakoree ban gaye hum, woh chand ke perchai ho gayi..,
ruswaiyon ke samandar main gum ho gayi
Zindagi you mujhse naraz ho gayi..


रहते है साथ साथ मै और मेरी तनहाई--
करते है राज की बात मै और मेरी तनहाई--

दिन तो गुज्ञर जाता है लोगों की भीर मे--
करते है बसर रात मै और मेरी तनहाई--

सांसो का क्या भरोसा कब छोड जाये साथ--
लेकिन रहेंगे साथ मै और मेरी तनहाई--

आए ना तुम्हे याद कभी भूल कर भी शायद--
करते है याद तुम्हे मै और मेरी तनहाई--

आ के पास क्यं दूर हो गये--?????
करते हैं तुम्हारा इंतजार मै और मेरी तनहाई--

No comments: